About Me

My photo
new delhi, India
It's the way I think I hate to fight but I love to argue I don't want to be on the spotlight but I hate to be ignored I don't want everything but I want what I wish That's the way I am That's the way I will be That's so me...

Bon Voyage!!!


Click here for Myspace Layouts

Total Pageviews

Friday, March 4, 2011

A part of my city from a 2 minutes drama.....:)

ZAreee zArree mein usi ka noor hai
Jhak khud mein woh na tujhse door hai
Ishq hai usse TO sab se ishq kar
Ishq hai usse
TO sab se ishq kar
IS ibadat ka Yehi dastoor hai
Is mein us mein aur us mein hai wohi
Is mein us mein aur us mein hai wohi

Ajj hum ek aisa shahar ka bare mein baat
kar rahe hai jo apna itihas,majhab.dharm aur
samajsya ka liya mashoor hai



Yeh jagah ek asamanya sadak hai ji vibhin dharmon
ka prasidh dharmik sthalo se sambandhit hai .
kehna ka liya yeh sadak ek sanskiritik sadhav ka udhar hai

Lal kila se prasthan karne wale iss marg mein
Sri Digambar Jain Lal Mandir,
Christian Central Baptist Church,
Sikh Gurdwara Sis Ganj Sahib,
Muslim Sunehri Masjid
Muslim Fatehpuri Masjid
Gauri Shankar Mandir

Delhi ka “ Trafangular Square "
Vyakap roop se apni
sadiyon purani veerasat aur apni
sanskriti ki paramparao 
ki baithak ka liya jana jata hai
Iss gali ka ek naya rang aur utsav ka mahol hard harm
ka mukhya tyohar mein jhalakta hai .

Yeh ek aisi gli hai jo sare dharmon ko ek
joot kart hai aur yeh marg gadtantra divas
ka din ek “itehasik sadak “ ka madhyam
se jana jata hai.

Kisi shayar na iss shar ka bare mein sach hi kaha hai
Baithe hain ghar bar sab ham khana viran chorkar
Kaun jaye zauq par in delhi ki galiyon ko chodkar

No comments:

Post a Comment